Star Hai Tu | Farhan Akhtar | Mrunal Thakur
LYRICS OF Star Hai Tu : The song is sung by Siddharth Mahadevan,Himani Kapoor & Divya Kumar."Star Hai Tu" is presented by Zee Music Company from the bollywood movie "Toofan".Music Is Given By Shankar Ehsaan Loy with lyrics written by Javed Akhtar.The music video of this track is picturised Farhan Akhtar,Mrunal Thakur & Paresh Rawal.
Lyrics Of Star Hai Tu By Javed
Ho mere yaar ka photo
Chapa jo ek paper mein hai
To hulchal dekho
Saare mohalle bhar mein hai
Are apna bhidu aisa jo star bana
To dhoom dham se jashan
Tu mere yaar mana
Oh begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama
Is baat ko leke
Tu kyu karta hai batangad re
Star hai tu dildar hai tu ho ho
Ho mera yaar hai tu
Mat kar yeh gadbad re
Star hai tu dildar hai tu ho ho
Ho mera yaar hai tu
Mat kar yeh gadbad re
Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama
Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama
Dhadkan mein koi taal hai
Saans mein koi geet
Jeete jo tum mujhko laga
Main bhi gayi hu jeet
Hoye duniya se hatke ho ho
Hum tum jo bhatke ho ho
To sikhe khatke ho ho
Aur ban gaya dhakad re
Star hai tu dildar hai tu ho ho
Ho mera yaar hai tu
Mat kar yeh gadbad re
Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama
0 Comments
Please do not add any spam link in comment box